Hello Friend Business Think in Welcome.
Aaj ki Post un logo k leya hai ha gmail me id banana Chata hai. Internet ki duniya ki baat kare (Personal kaam se le kar Internet se paise kamane tak) kisi bhi kaam ke liye sabse pehle mangi jane wali ya puchhe jani wali chij hai Email. Aaj es post me ham Email Account (ID) kaise banate hai wo sikhenge.Aaj ki duniya mai har koi chahta hai ki uske pass ek email account ho. Sari duniya ab internet par aa gayi hai. Agar koi job ke liye apply karta hai to use email account banana padta hai. Koi agar bank account banata hai to use bhi aaj kal email account lagata hai.
Gmail id create account krne s pehle m aapko batana chahunga ki aap apni is Gmail ID s kya kya kr sakte hain.
1. Gmail ID ka Use aap apne personal Document m kr skte ho!
2. Is ID ka use aap apne Aadhar Card, Pen Card, ID Card, Driving License ityadi m kr skte ho.
3. Gmail ID ka use aap apne Smart Phone m kr skte ho.
4. Is Gmail ID s aap apna self Blog create kr skte ho.
5. Is ID k duaara aap apna YouTube channel bna skte ho.
6. Is ID ka use aap Facebook page bnane m bhi kr skte ho.
7. Agr aapko Internet ki duniyaa s paise kmane h to wo kaam bhi aap issi ID k duaara kr skte ho!

Mera jo last wale laine h jis m
mene kha h ki aap is ID k duaara paise bhi kma skte ho yeh mene is liye
bola h kyu ki aap really m internet s aap paise kma skte ho bs aapke pas ek Gmail Id honi chaiye apni is website m
aane wale time m main aapko isi topic pr post krunga jis m main aapko btaunga
ki aap kis trha bhouat hi aasaane s internet s paise kma skte ho yeh mare website
ki starting hai! Isiliye m aapko starting s sb kuch step by step bta rha hu
taki aage jo m post likhu wo aap sbhi k kaam aa ske or ye kaam tb honga jb
aapke pass apni khud ki Gmail ID hongi !
Gmail ID bnana koi bohout bdi baat nhi hai aap bohout aaram s
Gmail id Bna skte ho agr aap khud apni Gmail ID bnao ge to aapke khud k ander
ek confident jage ga tb hi aap internet ki duniya m jeet hasil kr skte ho!
To aaye start krte h Gmail
Id Create Account Step by Step in Hindi
Agr aap apni khud ki Gmail Id bnana chate ho to
aap Gmail id k home page pr jana hoga jis k liye aap ko Is link pr click krna hoga
Home page per aane k baad aapko niche ek Create account ka Button show hora hoga iske uper click krna hai! Jasa aap ko niche picture me dekhaaye dara hai
Ab aapke samne ek page khul kr aaye ga jis m apko apni sbhi Detailed step by step bhrni hai! Jese ki aapka pura name, apki pasand ki wo user nick jo aapko apni Gmail Id pr chahiye jese ki mera hai Business think, user name k niche aapka Password, aapki Date of Birth, aapka mobile no, aapka country etc. Jasa aap ko niche picture me dekhaaye dara hai.
Ye sbhi jaankari shi shi bharne k baad aapko sbse niche Next Page pr click krna hai, fir ek cod aapke us number pr aayga jis number per aapne Gmail Id k form m add kiya hai wo cod Daalne k baad submit kr k click krte hi aapki khud ki ek Email Id bn jaygi jis ka Use aap khi bhi kr skte ho!
Gmail pr Is tarha bnay jati hai id jis s juda ek video bhi create kiya gya hai jise Aap click kr k YouTube channel pr deakh skte ho is video m yeh bhi btaya gya hai ki aap kis trha kisi ko Email kr skte ho aap is video ko dekh kr bohout hi aaram s apni khud ki Gmail Id bna skte ho!
Ummed hai ki meri aaj ki post k duaara aapko Gmail Id create account step by step krne ka tareeka samajh m aa gya hoga!
Agr aapko Gmail id bnanae m kisi bhi trha ki koy bhi preshani aaye to aap mujh s Contact kr skte ho main aap logo k liye morning 7:00 s lekr night k 10:00 baje tk available hu. Aap without hesitate ho kr meri help le skte ho mujhe khushi milegi aap logo ki help kr k!

nic post
ReplyDeletenice line
ReplyDelete